• News Connect

    10400 Subscribers 0 Videos
  • Cross Video

Allu Arjun की Pushpa 2 के मेकर्स को Karni Sena की धमकी - शेखावत शब्द हटाओ वर्ना... | Bollywood

10 December, 2024

  • 1183 Views 5 Likes

Allu Arjun की Pushpa 2 के मेकर्स को करणी सेना की धमकी - शेखावत शब्द हटाओ वर्ना... | Bollywood #pushpa #alluarjun #karnisenanews #newsconnect #bollywood #trending #viralvideo #pushpa2 Allu Arjun starrer film Pushpa ne pehle kamaal film industry mein dhamaal machaya, ab uski sequel Pushpa-2, yani Pushpa: The Rule ne box office par dhoom macha rakhi hai. Is film ne ab tak kai record tode hain, lekin ab lagta hai ki film Pushpa-2 vivadon mein phasne waali hai. Darasal, aisa hum isliye keh rahe hain kyunki Kshatriya Karni Sena ne Pushpa-2 film ke makers ko chetavani di hai. Karni Sena ne film mein "Shekhawat" word ka galat istemal kiye jane ka aarop lagate hue karwai ki baat kahi hai. Sangathan ne khuli chunauti di hai ki agar yeh shabd film se nahi hataya gaya, to phir ghar mein ghuskar maarpeet ki jayegi.

  • Indian Politics: M Connect

    973 Subscribers 67 Videos
  • Filmy Jaat Girl

    32700 Subscribers 1 Videos